*Logon se milty waqt itna mat jhuko k uthtey waqt sahara lena pary*
*Zuban ki hifazat dolat se ziada mushkil hai*
*Kisi k muon par tareef karna usey qatal kar dene k mutaradif hai*
Ghareeb logon par ahsaan kar kyun k ghareeb honey mein waqt nahi lagtya*
*Agar ibadat nahi kar saktey tou gunahbhi na karo*
*Duniya ye nahi dekhti k tum pehley kya thay balke ye dekhti hai k tum ab kya ho*
*Jahan apni baat ki wadar na ho wahan chup rehna hi behtar hy*
0 comments:
Post a Comment