Thursday, 27 November 2014

Azmat kay 4 minaron kay 4 Azeem "Aqwal


Azmat kay 4 minaron kay 4 Azeem "Aqwal" 


Insan khud Azeem nahi hota bal'k uska kirdar Azeem hota ha.
Hazrat Abu Bakar Siddique(R.A)



Ghuse ki halat mein insaf karna mushkil hota hai,
Hazrat Umar Farooq(R.A)



Zindagi ka koi maqsad banalo phir apni sari taqat us kay husool par lagado,
Tum zaroor kamyab hojao gay.
Hazrat Usman Ghani(R.A)



Jo shakhs tumharinigahon se tumhari zarurat ko samaj nahi sakta,
us se kuch mang kar khud ko sharminda na karo.
Hazrat Ali(R.A)

0 comments:

Post a Comment