Showing posts with label IQ Test SMS. Show all posts
Showing posts with label IQ Test SMS. Show all posts

Monday, 8 December 2014

Ek badshaah ka wazir ghalti karta hay,

Ek badshaah ka wazir ghalti karta hay, 
tau badshaah usay maut ki saza sunata hay 
. 
Wazir ko ek kamray mein band kar k usay kabootar de diya jata hay 
Aur kaha jata hay tum is kabootar ko jis tarha se maro ge... 
hum tumhein bilkul usi tarha ki maut dain ge! 
. 
Wazir kabootar ko maar deta hay lekin khud zinda rehta hay 
Kesay? 
Reply Must I'm Waiting