Thursday 4 December 2014

Jin k humsafar rooth jaya kartay hain (Ghazal SMS)

"Jin k humsafar rooth jaya kartay hain",
"Wo chain se kab soya kartay hain",

"Sunatay nahi kisi ko dukh apna",
"Bas akaley mein chup kar roya kartey hain",

"Bari khoob adaa hay ye Ehle wafa ki",
"Ankhon mein nami aur honton se muskuraya kartay hain",

"Bhalay hi hazaron shikwe hon mehboob se",
"Wo bas haal poch lay tou sab bhol jaya katay hain",

"Bari ajeeb hai dunya Ehle dard ki ATISH",

0 comments:

Post a Comment