Monday 8 December 2014

Aapko sab se ziyada sms karne

EVALUATION MESSAGE 


1: Aapko sab se ziyada sms karne wale ka naam? 

2: Aapko apke messages ka fast reply kon karta hay? 

3: Aapko preshan dekh kar kon ziyada preshan hota hay? 

4: Aapka ideal? 

5: Aapko ghusa kis baat pe aata hay? 

6: Aapke 5 best friendz k naam? 

7: Aapke dushman ka naam? 

8: Aapka favourite cousin? 

9: Ek khuwahish jis ke purey hone tak zinda rehna chahte ho? 

10: Chahna acha lagta hay ya chahe jana? 

11: Mera naam apke mobile mein?

0 comments:

Post a Comment