Thursday 27 November 2014

Hazrat Imam Hussain a.s


  1. Hazrat Imam Hussain a.s 

    "Apna ilm logon ko sikhao 
    Dosron ka ilm khud seekho 

    Is tarha tum apna ilm mazbot kar lo gay 
    or 
    Jo nahi jantay ho uska ilm hasil kar lo gay" 

  2. Jab kisi ki sachi mohabbat maloom karni ho tou 

    us k ghusse mein apne liye alfaaz or jazbaat dekho...:- 

    (Hazrat Ali R.A) 

  3. "Tanhai mein apni soch par 
    or 
    mehfil mein apni zuban par qaabu rakho." 

  4. SOME GREAT LINES 

    1. Waqt se pehle kabhi 
    iraday ka izhaar na karo 

    2. Shikayat na karna bhi 
    sabar mein shamil hai 

    3. Khamoshi be-faida guftagoo 
    se behtar hai 

    4. Dunya mein sub se mushkil 
    kaam apni islaah karna hai:- 

  5. Ye Na Socho ALLAH Dua Foran Qabool Q Nahi Krta, 

    Balke, 

    Ye Shukar Karo K ALLAH Hamare Gunahon Ki Saza Foran Nahi Deta....! 

1 comment: