Lekin
Agar apki zuban khobsurat hai to ap dunia ko achy lago gy.
Insan dukh nahi detay...
Insano se wabasta umeedain dukh deti hain
Ebaadat aisi karo, jis se tumhari rooh ko maza aey,
Kyun k jo Ebaadat dunya mein maza na dy,
Wo akhirat mein kya jazaa de gi.
Kabhi b kisi se tum narazgi ka lamha itna taweel mat rakho k wo tumhare baghair hi jeena seekh jaye.
Apni zuban ki tezi us "MAA" par mat azmao"
Jis ne tumhe bolna sikhaya.
Jab bhi farig waqt mile to apni maa pas beth jaya karo,
Q k maa k sath guzra hua waqt qayamat k din nijat ka bais baney ga.
2 Chizen aisi hain agar in ki khatir khoon k aanso roya jaye to bhi kam hai
1: Jawani
2: Sache Dost ki Judai
0 comments:
Post a Comment